Create website free step by step in Roman Urdu 1of 20 paknm.blogspot.com

Assalam-o-Alaikum
                                          1 of 20

Dosto aj hum apko btain ge ke website kaise banti hai.Ap website bana ke ache paise kama sakte hai agar ap thori si mehnut karien to. Doston website bana bilkul aasan hai agar ap kuch paise kharch karna chahte hain to ap www.hosterpk.com se hosting le sakte hain agar ap chahte hai ke free mien website bnaien to wo bhi mushkil nahien ap free mien bhi website le sakte hain or us se bhi paise kama sakte hain. Wo hai Blogger

G han dosto ap www.blogger.com se free website bana sakte hain 
Farq paison wali website or blogger wali website
paise wali website jo ap name dien ge uske bad .com ya .net ya esi trah mukhtaser ayga  misal ke tor per  hoster.com
agar ap blogger se banain to jo mean name ap dien ge uske bad ayga .blogspot.com  bus name bara ho jata hai misal ke tor per meri website  paknm.blogspot.com  blogspot ka ezafa ho jata hai- 
blgger se website

step-1 Ap apni Email ID Banain 

step-2 Ap website www.blogger.com mien jake apna email or pawword likhien ge to apka blog ban jae ga 
step-3 Ap ne new blog pe click karna hai aage likha hoga ke create a new blog 
niche likha hoga Title apne apni website ka title dina hai jo dil kare ap de sakte hain jo dil kare aap likh sakte ye apki website ke main page pe likha huwa ayga- 
niche apne apni website ka name dina hai name wo ayga jo pehle kisi website ka na ho ap jo bhi name dien-
Niche hoga tempalet           matlub ke website ki them apki marzi ap select karien ya bad mien karlien es se koi farq nahien parta  uske bad  create blog ka button hoga ap ne usko click karna hai or apki website ban jay gi-
kal apko btain ge ke website mien pichure,tv channel,video,or etc kaise upload honge.aj ke liye sirf intahi 

agar koi masla ho to ap mujhe email kar sakte hain- 

paknm4u@gmail.com
Post A Comment
  • Blogger Comment using Blogger
  • Facebook Comment using Facebook
  • Disqus Comment using Disqus

No comments :


three columns

cars

grids

health